ZINDAGI YE NAHI HAI KISI KE LIYE NAAT LYRICS
Zindagi Ye Nahi Hay Kisi Ke Liye
Zindagi Hay Nabi Ki, Nabi Ke Liye
Na-Samajh Martay Hain Zindagi Ke Liye
Jeena Marna Hay Sab Kuch Nabi Ke Liye
Chandni Chaar Din Hay Sabhi Ke Liye
Hay Sada Chaand Abdun Nabi Ke Liye
“Anta Feehim” Ke Daaman Mein Munkir Bhi
Hain Hum Rahay Ishrat-E-Daaimi Ke Liye
Aeysh Kar Lo Yahan Munkiro Chaar Din
Mar Ke Tarso Ge Iss Zindagi Ke Liye
Daag E Ishq E Nabi Le Chalo Qabr Mein
Hay Charaag E Lahad Roshni Ke Liye
Naqsh E Paa E Sagaan E Nabi Dekhiye
Ye Pataa Hay Bohat Rahbari Ke Liye
Maslake Aala Hazrat Salamat rahe
Ek pahechan Deene Nabi ke liye
Maslake aala Hazrat pe kayim raho
Zindagi di gayi hai isi ke liye
Sul-he kulli Nabi ka nahi Sunniyon
Sunni Muslim hai sacha Nabi ke liye
Wo Bulaatay Hain, Koi Ye Awaz De
Dam Mein Jaa Pohnchun Mein Haaziri Ke Liye
Aey Naseem E Saba Unn Se Keh De Zara
Muztarib Hay Gadaa Haaziri Ke Liye
Jin Ke Dil Mein Hay Ishq E Nabi Ki Chamak
Wo Tarastay Nahin Chaandni Ke Liye
Jin Ke Dil Mein Hain Jalway Teray Ishq Ke
Wo Hain Najm E Zamaan Roshni Ke Liye
AKHTAR E Qadiri Khuld Mein Chal Diya
Khuld Waa Hay Har Ik Qaadiri Ke Liye
============ Hindi ====================
ज़िन्दगी ये नहीं है किसी के लिए
ज़िन्दगी है नबी की नबी के लिए
नासमज मरते हैं ज़िन्दगी के लिए
जीना मरना है सब कुछ नबी के लिए
ज़िन्दगी ये नहीं है किसी के लिए
ज़िन्दगी है नबी की नबी के लिए
अन्त फ़ीहिम के दामन में मुनकिर भी हैं
हम रहे इशरते दायमी के लिए
ज़िन्दगी ये नहीं है किसी के लिए
ज़िन्दगी है नबी की नबी के लिए
ऐश करलो यहाँ मुन्किरों चार दिन
मरके तरसोगे इस ज़िन्दगी के लिए
ज़िन्दगी ये नहीं है किसी के लिए
ज़िन्दगी है नबी की नबी के लिए
दागे इश्क़े नबी ले चलो क़ब्र में
है चरागे लहद रोशनी के लिए
ज़िन्दगी ये नहीं है किसी के लिए
ज़िन्दगी है नबी की नबी के लिए
नक़्शे पा-इ-सगाने नबी देखिये
ये पता है बहोत रहबरी के लिए
ज़िन्दगी ये नहीं है किसी के लिए
ज़िन्दगी है नबी की नबी के लिए
मसलके आला हज़रात सलामत रहे
एक पहचान दीने नबी के लिए
ज़िन्दगी ये नहीं है किसी के लिए
ज़िन्दगी है नबी की नबी के लिए
सुल्हे कुल्ली नबी का नहीं सुन्नियों
सुन्नी मुस्लिम है सच्चा नबी के लिए
ज़िन्दगी ये नहीं है किसी के लिए
ज़िन्दगी है नबी की नबी के लिए
वो बुलाते हैं कोई ये आवाज़ दे
दम में ज़ पहुंचूं में हाज़री के लिए
ज़िन्दगी ये नहीं है किसी के लिए
ज़िन्दगी है नबी की नबी के लिए
अखतरे क़ादरी खुल्द में चल दिया
खुल्द गाह है हर एक क़ादरी के लिए
ज़िन्दगी ये नहीं है किसी के लिए
ज़िन्दगी है नबी की नबी के लिए
Detailed Explanations
The poem is a tribute to the Prophet Muhammad and emphasizes the idea that life is not for anyone else but for the Prophet. Here are more detailed explanations of the different phrases and lines in the poem:
- “Zindagi Ye Nahi Hay Kisi Ke Liye, Zindagi Hay Nabi Ki, Nabi Ke Liye” means “Life is not for anyone else but for the Prophet Muhammad.”
- “Na-Samajh Martay Hain Zindagi Ke Liye, Jeena Marna Hay Sab Kuch Nabi Ke Liye” means “We foolishly think that life is for ourselves, but everything, including living and dying, is for the Prophet Muhammad.”
- “Chandni Chaar Din Hay Sabhi Ke Liye, Hay Sada Chaand Abdun Nabi Ke Liye” means “The moonlight lasts only a few days for everyone, but the eternal moon is the Prophet Muhammad.”
- “Anta Feehim” Ke Daaman Mein Munkir Bhi, Hain Hum Rahay Ishrat-E-Daaimi Ke Liye” means “Even the deniers are in the embrace of the Prophet Muhammad, and we remain for the eternal joy.”
- “Aeysh Kar Lo Yahan Munkiro Chaar Din, Mar Ke Tarso Ge Iss Zindagi Ke Liye” means “Enjoy here, O deniers, for a few days, because you will be fearful after death.”
- “Daag E Ishq E Nabi Le Chalo Qabr Mein, Hay Charaag E Lahad Roshni Ke Liye” means “Take the mark of the love of the Prophet Muhammad with you to the grave, as it will illuminate the darkness.”
- “Naqsh E Paa E Sagaan E Nabi Dekhiye, Ye Pataa Hay Bohat Rahbari Ke Liye” means “Look at the footprints of the Prophet Muhammad, as it is a sign of great leadership.”
- “Maslake Aala Hazrat Salamat rahe, Ek pahechan Deene Nabi ke liye” means “May the beliefs and teachings of the great scholar Ala Hazrat remain safe, as it is an identity of the religion of the Prophet Muhammad.”
- “Maslake aala Hazrat pe kayim raho, Zindagi di gayi hai isi ke liye” means “Remain steadfast on the beliefs and teachings of Ala Hazrat, as life has been given for this purpose.”
- “Sul-he kulli Nabi ka nahi Sunniyon, Sunni Muslim hai sacha Nabi ke liye” means “The peace of the entire universe belongs not to the Sunnis, but to those who are true Muslims for the sake of the Prophet Muhammad.”
- “Wo Bulaatay Hain, Koi Ye Awaz De, Dam Mein Jaa Pohnchun Mein Haaziri Ke Liye” means “The Prophet Muhammad calls out, someone give me a voice, so that I may present myself at the time of death.”
- “Jin Ke Dil Mein Hay Ishq E Nabi Ki Chamak, Wo Tarastay Nahin Chaandni Ke Liye” means “Those whose hearts are illuminated with love for the Prophet Muhammad do not long for moonlight.”
- “Jin Ke Dil Mein Hain Jalway Teray Ishq Ke, Wo Hain Najm E Zamaan Roshni Ke Liye” means “Those whose hearts are illuminated with the glory of your love, O Prophet Muhammad, are the stars of the world for illumination.”
- “AKHTAR E Qadiri Khuld Mein Chal Diya, Khuld Waa Hay Har Ik Qaadiri Ke Li