ZARRE JHAR KAR TERI PAIZAARO KE NAAT LYRICS
Husn ke kitne talab gaaro ke
Kaam aate h zamidaaro ke
Rutbe bad jaate h dastaaro ke
Zarre Jarr Kar Teri Paizaaro Ke
Taaj E Sarr Bante Hai Sayyaro Ke
Shaano rutbe me he sb se bad kr
Unki azmat koi kya jaane bashar
Sar khamida nazar aata he qamar
Mere Aaqa Ko Wo Dar Hai Jis Par
Maathe Ghiss Jaate Hai Sardar O Ke
Kehta hu tujhpe mehro honar waare
Kam hai sab kuch bhi koi agar waare
Koi par koi jhar koi ghar ware
Jaan O Dil Tere Qadam Par Waarey
Kya Naseebey Hai Tere Yaar O Ke
Chaaro bemisl hue khalqat me
Qaabile fakhr huye khalqat me
Fez paaye h teri qurbat me
Sidq O Adl O Karam O Himmat Me
Chaar Soo Shohrey Hai In Chaar O Ke
Nusrato fataho qadam ko chume
Babe khebar jo ukhaad kr rakh de
Dekh kr jinko kaafir bhi ye bole
Behr E Tasleem Ali Maidaa’n Me
Sar Jhuke Rehte Hai Talwar O Ke
Sar pe mere bhi h nisbat ki rida
Me bhi hu aale mohmmad ka gada
Qaadri fez he mujko bhi mila
Kaise Aaqao Ka Banda Hu Raza
Bol Baale Meri Sarkar O Ke
Translation (from Urdu to English):
Many desire the beauty of your face,
Useful to the landlords are your grace,
Status rises with the poets’ praise,
Even the particles of dust venerate your presence.
Among the dignitaries, you surpass them all,
Who can truly know your greatness, O human,
Your radiance shines with unmatched glory,
My Master fears only that which He treads upon,
The foreheads of the leaders are humbled in awe.
I claim that you are the pinnacle of talent,
If anyone else claims so, it is futile,
Some boast of lineage, some of wealth,
My heart and soul are devoted to your steps,
What fortune to be associated with you, O beloved.
In all of creation, they are incomparable,
The pride of creation is bestowed upon them,
They have attained bliss through your proximity,
Truth, justice, benevolence, and courage,
These four attributes adorn the illustrious.
The footsteps of victory kiss your path,
The gates of victory bow down before you,
Even the unbelievers acknowledge your greatness,
In submission, Ali stands tall in the battlefield,
With lowered swords, they pay homage to you, O Master.
I too am blessed with the favor of your closeness,
I too am a devoted follower of Muhammad,
I have been granted the honor of being associated with you,
How fortunate I am to be a servant of Raza,
Speak loudly, O my Master.
ZARRAY JHAR KAR TERI PEZARON KAY NAAT LYRICS
Zarre Jarr Kar Teri Paizaaro Ke
Taaj E Sarr Bante Hai Sayyaro Ke
Hum Se Chooro Pe Jo Farmaye Karam
Khala’at E Zarr Bane Pashtaar O Ke
Mere Aaqa Ko Wo Dar Hai Jis Par
Maathe Ghiss Jaate Hai Sardar O Ke
Mere Ishaa Tere Sadqe Jaau
Toor Be Toor Hai Beemaar O Ke
Mujrim O Chashm E Tabassum Rakho
Phool Banjaate Hai Angaar O Ke
Tere Abroo Ke Tassaduq Pyare
Bandh Kule Hain Gar Iftar O Ke
Jaan O Dil Tere Qadam Par Waarey
Kya Naseebey Hai Tere Yaar O Ke
Sidq O Adl O Karam O Himmat Me
Chaar Soo Shohrey Hai In Chaar O Ke
Behr E Tasleem Ali Maidaa’n Me
Sar Jhuke Rehte Hai Talwar O Ke
Kaise Aaqao Ka Banda Hu Raza
Bol Baale Meri Sarkar O Ke