SANA AE MUSTAFA KE GEET GAYE ROZE KHWAJA PAR NAAT LYRICS

Sana ae Mustafa ke geet gaye roze khwaja par
Khuda Valo chalo chadar chala ae roze khwaja par
He baba be-ijabat har dua makbul hoti he
Murade mangne ham kyun na jae roze khwaja par
Sana ae..
Be-hasti ho ke chisti rang chha jae agar un par
Malak fulon ki chadar leke jae roze khwaza par
Sana ae..
Yaha ki khakbosi sar bulandi ki alamat he
masha ae kyun na peshani zukae roze khwaja par
Sana ae..
Bahare chandni ki dekhna chahe jo roze par
Sitare chadre mahetab lae roze khwaza par
Sana ae..
Gumbare roja ae anwar ke mere banke parvana
Khushi ki tum sama ae ab jalao roze khwaja par
Sana ae..
Ayan be parda ae ajmer main jalve madine ke
Ajab kya khud nabi tashrif lae roze khwaza par
Sana ae..
Huzuri asatane ki mayysar par ho agar zakir
Bara ae najre chadar leke jae roze khwaza par
Sana ae..
Agar sidike akbar par sadakt naz karti hain
Agar umar faruk par bhi adalat naz karti hain
Agar usman gani par bhi sakhavat naz karti hain
Ali shere khuda par bhi suja-at naz karti hain
Husen ibne ali par bhi shahadat naz karti hain
Mohammad mustafa par bhi ibadat naz karti hain
Sana ae..
Tamanna hey rasulallah ka didar dekhenge
Mita kar apni hasti ko jamale yar dekhenge
Sana ae..
Kaza ko rok deti hey dua allah valo ki
Badal deti hay takdire dua roshan zamiro ki
Sana ae..
Mere Khwaja ke dar par jo gaya loata nahi khali
Mere khwaja ke dat par mangne valo ko milta hain
Sana ae..
Mukdas wo jaga ajmer ki he shan he aali
Agar dete nahi dekha magar joli bhari dekhi
Sana ae..
Amir woh kya karenge hashrame dawa mahobbat ka
Tere hi chahne vale tera didar dekhenge
Sana ae..
Praise be to Mustafa, let us sing his praises at the shrine of Khwaja,
O beloved of Allah, let us go with the blessed sheet to the shrine of Khwaja.
O Baba, even unanswered prayers are accepted here,
Why wouldn’t we come to ask for our desires at the shrine of Khwaja?
Praise be to Mustafa…
If the dust of Chishti becomes colorful on them,
Let us take the angel’s sheet and go to the shrine of Khwaja.
Praise be to Mustafa…
The humility here is a sign of elevation,
Why not bow our heads in submission at the shrine of Khwaja?
Praise be to Mustafa…
If one wishes to see the beauty of the moon on the day of the shrine,
Let them bring a canopy made of stars to the shrine of Khwaja.
Praise be to Mustafa…
On the threshold of the tomb of the shining shrine,
Let us light the fire of joy at the shrine of Khwaja.
Praise be to Mustafa…
The majesty of Medina is visible in Ajmer today,
How strange that even the Prophet has graced the shrine of Khwaja.
Praise be to Mustafa…
If there is a zakir (religious reciter) at the gate of the Prophet’s court,
Let them bring a grand sheet to the shrine of Khwaja.
Praise be to Mustafa…
If they show reverence for Siddiq-e-Akbar,
If they show justice for Umar Farooq,
If they show compassion for Usman Gani,
If they show bravery for Ali, the lion of God,
If they show martyrdom for Husain Ibn Ali,
If they worship the Prophet Muhammad,
Praise be to Mustafa…
We long to see the Prophet’s face,
To erase our existence and see the beloved’s beauty.
Praise be to Mustafa…
The prayers of Allah’s lovers can stop fate,
The prayers of the righteous can illuminate destinies.
Praise be to Mustafa…
Those who visit my Khwaja’s shrine never leave empty-handed,
Those who seek his blessings at his feet receive them.
Praise be to Mustafa…
That holy place in Ajmer is truly exalted,
Even if one doesn’t see, they can feel the abundance of blessings.
Praise be to Mustafa…
What will the rich do with the medicine of love?
Only those who love you will see your face.
Praise be to Mustafa…