Aye Khatme Rasool Makki Madani Lyrics
हिंदी (Hindi) :
अये खत्मे रसूल मक्की मदनी
कौनैन में तुमसा कोई नहीं
अये नूरे मुजस्सम तुज जैसा
महबूब खुदा का कोई नहीं
औसाफ़ तो सब ने पाए हैं
पर हुस्न में तुमसा कोई नहीं
आदम से जनाबे इसा तक
सरकार के जैसा कोई नहीं
तू है ख़ुर्शीदे रिसालत प्यारे
छुप गए हैं तेरी विला में तारे
अम्बिया और हैं सब माह पारे
तुज से ही नूर लिया करते हैं
औसाफ़ तो सब ने पाए हैं
पर हुस्न में तुमसा कोई नहीं
वो कंवारी पाक मरियम
वो नाफखतो फ़ीहि का दम
है अजब निशाने आज़म
मगर आमेना का जाया
तूही सब से अफ़ज़ल आया
नबी तो साईल हैं सब से आला
हैं रुतबे सबके बुलंदो बाला
मगर जो आखिर में आमेना का
वो लाल आया कमाल आया
औसाफ़ तो सब ने पाए हैं
पर हुस्न में तुमसा कोई नहीं
आदम से जनाबे इसा तक
सरकार के जैसा कोई नहीं
चश्मे रहमत बा-कुशा सू-इ-मानंदाज़े नज़र
अये कुरैशी लकबो हशामिओ मुत्तलिबी
जिस तरफ उठ गयी, दम में दम आ गया
उस निगाहे इनायत पे लाखों सलाम
हो जाए अगर एक चश्मे करम
महशर में हमारी लाज रहे
अये शाफ़ा-इ-महेशर तेरे सिवा
बख्शीश का सिला कोई नहीं
खैरात मुहम्मद से पा कर
किस शान से कहते हैं मंगते
दुखियों पे करम करने वाला
सरकार से अच्छा कोई नहीं
अये खत्मे रसूल मक्की मदनी
कौनैन में तुमसा कोई नहीं
अये नूरे मुजस्सम तुज जैसा
महबूब खुदा का कोई नहीं

Aye Khatme Rasool Makki Madani || अये खत्मे रसूल मक्की मदनी || Lyrics || Hafiz Uzair Akhtari
Roman (Eng) :
Normal :
Aye Khatme Rusool Makki Madani
Konain mein Tumsa koi nahin
Aye Noore Mujassam Tuj jaisa
Mahboob Khuda ka koi nahin
Ausaaf to sab ne paaye hein
Par husn me.n Tum sa koi nahi.n
Aadam se Janaabe Isa tak
Sarkar ke jaisa koi nahin
Tu hai Khursheede Risaalat Pyare
Chhup gaye hein Teri wila mein Taare
Ambiya aur he.n sab Maah Paare
Tuj se hi Noor liya karte hein
Ausaaf to sab ne paaye hein
Par husn me.n Tum sa koi nahi.n
Wo kanwaari paak Mariyam
Wo Nafakhto Feehi ka dam
Hai Ajab Nishaane Aazam
Magar Aamina ka Jaya
Tu hi Sabse Afzal aaya
Nabi to Saeel sabhi hein Aala
Hein rutbe sabke bulando baala
Magar jo aakhir mein Aamena ka
Wo Laal aaya Kamaal aaya
Ausaf to sab ne paye hein
Par husn mein Tum sa koi nahin
Aadam se Janaabe Isa tak
Sarkar ke jaisa koi nahin
Chashme Rehmat ba-kuda Soo-e-manandaze Nazar
Aye Quraishi Lakabo Hashimio Muttalabbi
Jis Taraf uth gayi dam mein dam aa gaya
Us Nigaahe Inaayat pe Lakhon Salam
Ho Jaaye agar ek Chashme Karam
Mahshar mein Hamaari laaj rahe
Aye Shaaf-e-Mehshar Tere Siwa
Bakhshish ka sila koi nahin
Khairat Muhammad se pa kar
Kis Shaan se kehte hein Mangte
Dukhiyon pe Karam karne wala
Sarkar se acchha koi nahin
Aye Khatme Rusool Makki Madani
Konain mein Tumsa koi nahin
Aye Noore Mujassam Tuj jaisa
Mahboob Khuda ka koi nahin
Special:
aye khatm-e-rusool makki madani
kaunain me.n tumsaa ko.ii nahi.n
aye nuur-e-mujassam tuj jaisa
mahbuub KHudaa ka ko.ii nahi.n
ausaaf to sab ne paaye he.n
par husn me.n tumsaa ko.ii nahi.n
aadam se janaab-e-isaa tak
sarkaar ke jaisaa ko.ii nahi.n
tu hai KHurshiid-e-risaalat pyaare !
chhup gaye he.n teri vila me.n taare
ambiyaa aur he.n sab maah-paare
tuj se hi nuur liyaa karte he.n
ausaaf to sab ne paaye he.n
par husn me.n tumsaa ko.ii nahi.n
vo ku.nvaarii paak mariyam
vo nafa-KH-to fiihii ka dam
hai ajab nishaan-e-aa’zam
magar aamenaa ka jaayaa
tu hi sabse afzal aaya
nabii to saaeel sabhi he. aa’laa
he.n rutbe sab ke buland o baalaa
magar jo aaKHir me.n aamenaa ka
vo laal aayaa kamaal aayaa
ausaaf to sab ne paaye he.n
par husn me.n tumsaa ko.ii nahi.n
chshm-e-rahmat ba-KHudaa suu-e-man-andaaz-e-nazar
aye